Dev Bihari

@1327990
2 Friends Joined March 2026
  1. πŸ‘‰πŸΌ Aati hai neend magar so nahi pate🫩 πŸ₯ΉAankho mein aansu bhi magar Ro nahi pate😭 πŸ«€Lagta hai mere Dil ne sirf tujhe hi chaha hai πŸ«‚ 🫡🏼Tere baad kisi ke ho nahi pate πŸ«ΈπŸΌπŸ™‹πŸΌβ€β™€οΈ

    Vote Comment
  2. πŸ‘‰πŸΌ Tere siwa koi aur mujhe jachta Kyu nahi πŸ‘°πŸ»β€β™€οΈ ☺️ Tera chehra mere zahan se hatta kyu nahi 🌹 πŸ‘‰πŸΌ Teri har ek cheez se mohabbat hai mujhe πŸ§·πŸ’πŸ’„πŸͺ₯πŸ‘—πŸ‘ πŸ‘œ 🀏🏼 Bas itni si baat tu samjhti kyu nahi 🀌🏼πŸ₯Ί

    Vote Comment
  3. πŸ‘‰πŸΌ Har din ek nayi sajah deti hai βš–οΈ πŸ₯€ Zakham purane hai par dard naya deti hai πŸ’” Jise chaha tha jaan se jyada πŸ§¬πŸ«€ Wahi har roj thoda -thoda marne ki wajah deti hai ❀️‍πŸ”₯☠️

    Vote Comment
  4. Log Kehte Hai Jisse Hadd Se Zyada Pyaar Karo Woh Pyaar Ki Qadar Nahi Karta Par Sach Toh Ye Hai Ki Pyaar Ki Qadar Joh Bhi Karta Hai Usse Koi Pyaar Hi Nahi Karta....πŸ₯ΊπŸ«€βœ¨πŸ§¬

    Vote Comment
  5. πŸ‘‰πŸΌ kabhi gum to kabhi tanhai mar gayi πŸ₯Ί πŸ’”Kabhi yaad aa kar unki judai mar gayi πŸ’” πŸ«‚ Bahut Tutt kar chaha jisko hamne 🧬 πŸ‘°πŸ»β€β™€οΈ Aakhir me uski bewafai mar gyi πŸ₯Ί πŸ§¬πŸ«‚πŸ₯ΊπŸ«€πŸŒŽβœ¨

    Vote Comment
  6. Khamoshiyan bhi ab sawal karne lagi hai ❀️ Teri yaadein har roj bawal karne lagi hai 😫 Socha tha bhool jayenge tujhe dhire dhire πŸ₯Ί Par meri tanhai Teri misaal banne lagi hai πŸ₯€πŸ₯ΊπŸ«€

    Vote Comment
  7. Dil Mein Yaar Ka Raj Hua Karta ThaπŸ‘ΈπŸ» ❀️ Pyar Karne Ka Alag Andaz Hua Karta Tha πŸ₯€ ✨ Jab Tak Dil Ko Mere Thokar Nahi Lagi πŸ’” Mujhko Apni Mohabbat Par Naaz Hua Karta ThaπŸ’•πŸ‘°πŸ»β€β™€οΈπŸ§¬

    Vote Comment
  8. πŸ‘‰πŸΌ jis din uth jayega man duniya se 🌎 uss din ladkiyon tumhe ye khubsurti sona nahi lagega πŸ‘°πŸ»β€β™€οΈ 🎎 Jis din ban jaogi kisi bete ki MAA🀰🏻 πŸ’΅ Uss din ladka tumhe khilona nahi lagega🐢 🐼

    Vote Comment
  9. πŸ‘‰πŸΌ Pyar Se chahe sare Armaan mang lo πŸ‘πŸΌ 😠Ruth kar chahe Meri muskan mang lo 😊 Tamanna ye Hai ki Na Dena kabhi DhokhaπŸ’” 🍁🌹Fir Hans kar chahe Meri Jaan mang loπŸ§¬πŸ«€β˜ΊοΈπŸ«‚

    Vote Comment
  10. πŸ‘‰πŸΌ pattharo se pyar ❀️ kiya nadan the hum 😌 πŸ₯€ Galti humse hue πŸ₯Ί kyuki insaan the hum 😜 Aaj zinko humse baat karne mein taklif hoti hai πŸ˜΅β€πŸ’« Kaal tak uss shaksh ki jaan the hum πŸ§¬πŸ«€πŸ’•πŸ˜Œ

    Vote Comment
  11. πŸ‘‰πŸΌ Aata nahi tha hame iqrar karna Na jane kaise sikh gye pyar karna πŸ’•πŸ’• 😎 Rukte na the do pal bhi kisi ke liye Na jane kaise sikh gye intezar karnaπŸ™ŽπŸΌπŸ‘€

    Vote Comment
  12. πŸ‘‰πŸΌ Har kisi se Dil lagana mumkin nahi hota πŸ«€ πŸ’• Har kisi ko chah pana aasan nahi hota πŸ™…πŸΌ Tutt kar bhi muskurate hai hum har baar πŸ’”β˜ΊοΈ Kyuki har dard dikhana insaan ki fitrat nahi hota β€οΈβ€πŸ©ΉπŸ¦

    Vote Comment
  13. πŸ‘‰πŸΌ Roj intezar hota hai....πŸ™ŽπŸΌ Roj dil bekarar hota hai....πŸ₯Ί Kashibahal ki tum samajh sakte....πŸ˜” Chup rehne walo ko bhi pyar hotta hai...πŸ€πŸ’˜πŸ˜£πŸ’•

    Vote Comment
  14. πŸ‘‰πŸΌ Yaad aayegi tu har roj πŸ’• lekin aawaz nahi dunga 🀐 Har shayri tereliye likhunga πŸ«‚ lekin tera Naam nahi Lunga πŸ₯ΊπŸ’”πŸ‘°πŸΌ

    Vote Comment
  15. πŸ‘‰πŸΌ Guzre hue zindagi ko Kabhi yaad na karπŸ€” Taqdeer mai jo nahi, Uski Fariyad na kar πŸ‘€ Jo hona hoga,wo to ho kar hi rahegaπŸ’•Tu kal ki fikar mai aaj ki Hasi ko barbaad na kr ...!"πŸ₯€ ✨

    Vote Comment
  16. πŸ‘‰πŸΌ Dil ke darya mein dhadkan ki kasti haiπŸ«€ 🌍Khwabon ki duniya me yaadon ki basti hai✨ πŸ’žMohabbat ke bajar mein chahat ka sauda hai πŸ’΅ β™₯️wafa ki kimat se to bewafayi sasti hai πŸ’”

    Vote Comment
  17. πŸ‘‰πŸΌ Chhu Le Aasma ✨jamin ki talash mat kar. πŸ’—Maja le jindegi ka ☺️ khushiyon ki talash na kar πŸ«‚gamon se dur ho kar... Teri Taqdeer bhi badal jayegiπŸ₯€ Muskurana Sikh le uskiπŸ˜ƒ vajah ki talash Na Kar πŸ«‚πŸ«€

    Vote Comment
  18. πŸ‘‰πŸΌ rishte vahi kamyab hote Hain Jo donon taraf se nibhai jaaye...🀝🏻ek taraf Se sekne per to roti bhi jal jaati Hai πŸ’”

    Vote Comment
  19. πŸ‘‰πŸΌ Hum to tere dil ki mehfil sajane aaye theπŸŽ‰ teri kasam tujhe apna banane aaye theπŸ«‚ kis baat ki saja di thi tune mujh koπŸ₯Ί hum to tere dard ko apna banane aaye the..!!😣

    Vote Comment
  20. πŸ‘‰πŸΌ Hazaron se baat bigdi jab tune apnaya tha...πŸ«‚ ✨ lekin tu bhi wohi nikli jo logo ne bataya thaπŸ«€πŸ’”

    Vote Comment