Na duniya teri, na duniya meri,
Phir kyun fizool ki baaton mein umar gawaani?
Log kya kahenge, ye soch kar mat ruk,
Har pal ko jee lo, jaise yahi hai asli kahani.
Kal ho na ho, kisne dekha hai bhala?
Aaj mein muskurao, yahi hai zindagi ki nishani

  Shahnaz


✕
Apps
About Faxo