👉🏼 Aati hai neend magar so nahi pate
🥹Aankho mein aansu bhi magar Ro nahi pate😭
🫀Lagta hai mere Dil ne sirf tujhe hi chaha hai 🫂
🫵🏼Tere baad kisi ke ho nahi pate 🫸🏼🙋🏼♀️
👉🏼 Tere siwa koi aur mujhe jachta Kyu nahi 👰🏻♀️
☺️ Tera chehra mere zahan se hatta kyu nahi 🌹
👉🏼 Teri har ek cheez se mohabbat hai mujhe 🧷💍💄🪥👗👠👜
🤏🏼 Bas itni si baat tu samjhti kyu nahi 🤌🏼🥺